Haq Hussain Song Details
Album | Khuda Haafiz Chapter 2 |
Singers | Saaj Bhatt, Brijesh Shandilya & Anis Ali Sabri |
Music | Shabbir Ahmed |
Lyricist | Shabbir Ahmed, Ayaz Kohli |
Director | Faruk Kabir |
Cast | Vidyut Jammwal, Shivaleeka Oberoi |
Haq Hussain Lyrics Khuda Haafiz Chapter 2
Haq Hussain Lyrics
Ragon Mein Khoon Hai Nahi Sukoon Hai
Sahastra Kalp Mein Bhara Junoon Hai
Zulm Ke Khilaf Yeh Haq Ki Jung Hai
Shamshir Pe Chadha Lahu Ka Rang Hai
Toofan Chal Pada Mitaane Kaafila
Ali Ka Noor Hai Na Woh Navi Ka Chain Hai
Hussain Hai hussain Hai
Noor-e-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imaam-e-Haq Hussain Hai
Hazar Laskaron Pe Bhaari
Nam Ek Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-e-Haq Hussain Hai
Aasman Pe Hai Adam
Zameen Hai Lahu Se Nam
Sulagti Aag Naram Mein
Bhadak Rahi Hai Dum Badam
Utha Humari Jism Se
Lahu Mein Ek Ubaal Hai
Aju Ke Vaaste Yahan
Kadam Kadam Malal Hai
Tumhe Toh Ilm Hi Nahi
Zara Bhi Unke Garbh Ka
Bahaa Na De Kahin Tumhe
Toofan Unke Sabar Ka
Baha Na De Kahin Tumhe
Toofan Unke Sabar Ka
Kehar Kehar Baras Pada
Jidhar Uthaye Nain Hai
Hussain Hai hussain Hai
Noor-e-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imaam-e-Haq Hussain Hai
Hazar Laskaron Pe Bhaari
Nam Ek Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-e-Haq Hussain Hai
Haan Ali, Haan Ali
Har Daur Uthegi Haq Ke Liye Shamshir
Har Baar Tootegi Burayi Ki Zanjir
Har Daur Uthegi Haq Ke Liye Shamshir
Har Baar Tootegi Burayi Ki Zanjir
Jung Ki Dahad Hai
Sar Pe Junoon Sawar Hai
Naa Behne Ka Hai Dar Ise
Lahu Ki Yeh Lalkaar Hai
Rivayate Hussain Hi Mazboot Hai
Hussain Hai hussain Hai
Noor-e-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Imaam-e-Haq Hussain Hai
Hussain Hai Hussain Hai
Noor-e-Haq Hussain Hai